Fatwa No #475 – Zill Hijja ke das din ki ahmiyyat aur fazeelat aur in dino konse amaal kare inki wazahaat kare?
Fatwa No #411 – Zill Hijjah ke pura roze rakhne ki mannat ki hai. Ayyam E Tashreeq me roza nahi rakhna hai iska ilm nahi tha, ab kya kaffara dena hoga?
Fatwa No #410 – Zill Hijjah ke pehle ashrah ki ahmiyat 1 se 9 Zill Hijjah ke rozo ki fazeelat bataye. In Ayyam mai kaunse amal kasrat se kare?
Fatwa No #409 – Shaikh Ibn Baaz رحمه الله ne Ayyam E Tashreeq mai roza manaa qarar diya hai. Ayyam E Beed ke rozay Zill Hijjah mai kaise rakhay?
Fatwa No #407 – Kya 9 Zill Hijjah ko roza rakhne se pichle saalo ke gunaah maaf hojate hai? Kya 10 Zill Hijjah Eid ka din hai us din roza nahi rakhna chahiye?
Fatwa No #406 – Agar Yawm E Arafat Jumma ko aye toh kya jummeraat (thursday) ko bhi roza rakhna hoga?
Fatwa No #405 – 1 se 9 Zill Hijjah tak kaun baal nahi kaatay ga? jo qurbaani karega ghar ka sarbaraah (leader) sirf wo ya biwi bachay ghar ke sab nahi cut karenge?